Me lorazepam shrab ke withdrawal ko kam krne ke le rha hu Aaj pehla din hai or mujhe dose subh 2mg dine me 2 mg or raat me 2mg diya hai But mujhe neend nahi aa rhi dose lene ke baad bhi Isliye mene 1 mg ka dose or le liya hai .isme koi problem hogi

Have a query?

Asked by Male, 30 · 2 months ago
Other Related topics like...
Lorazepam ka extra 1 mg dose lena neend na aane par dikkat badha sakta hai aur side effects ka khatra badhata hai.
Aapke liye sabse surakshit raasta hai ki aap apne psychiatrist ya addiction specialist se salah lein.
Answered 2 months ago